Save us from Kala Bagh Damm and Thal Can...
Asalam o alaikum. Doston banta hai to banay nahi banta hai to na banay per please jo karna hai karde, kyuki karnay walo ki shaklein alag hi hoti hain..inko agar karna hota to kab ka kashmir ka faisla kardetey, kya inhonay ne kiya? india se dosti karni hoti to kab ki karlete , baatein nahi kartey sirf.. Banana hai to bana ke batao, faalto mein News channels ko bahana milgaya hai ..isi ko lekar behtey hotey hain, banana hai to banakay chhoro baatein na banao..